Ye Jo Mere Halaat HainYe jo mere halaat hain, ek din ye sudhar jayengeMagar tab tak kayi log mere dil se utar jayenge
Tere Bina Tutkar Bikhar JayengeTere bina tutkar bikhar jayengeTum mil gaye to gulshan ki tarah khil jayengeTum na mile to jeete ji mar jayengeTumhe paa liya to mar ke bhi jee jayenge
Aap se door ho kar hum jayenge kahaAap se door ho kar hum jayenge kahaAap jaisa dost hum payenge kahaDil ko kaise bhi sambhal lengePar aankho ke aansu hum chupayege kaha.
Zindgi ke pal yuhi guzar jayengeZindgi ke pal yuhi guzar jayengeAindgi mein kuch khokar kuch payengeAaj yaha hai kal dur chale jayengePar wada he aap ke inbox mein zarur ayenge
Hum jab bhi aapki duniya se jayengeHum jab bhi aapki duniya se jayengeItni khushiya aur apnapn de jayengeKi jab bhi yaad karoge es pagal dost koHasti ankho se bi ansu nikal ayenge.
Aaj hain kal chale jayengeAaj hain kal chale jayengeKya pata yaad bhi ayenge ya nahi aayengeKabhi mile fursat to yaad kerlenaHumto sirf ek hichki sehi khush ho jayeng